SONG: Pahle Meri Aankhon Ke Chiraago Ko Bhujhaaya - पहले मेरी आँखों के चिरागों को बुझाया

Pahle Meri Aankhon Ke Chiraago Ko Bhujhaaya - पहले मेरी आँखों के चिरागों को बुझाया

LYRICS:
pehle meri ankho ke chirago ko bujhaya or phir mujhe takdir ne aayina dikhaya kyu mere andhero se koi pyar karega kya soch ke malik ne dulhan mujhko banaya malik ne to khus hoke tujhe aaj dua di kaato se utha kar tujhe phulo me bithaya kyu juthi ummido ke sahare pe jiu mai jaane ka mujhe hak hai agar rah ke wo aaya mayush na ho dekh bhi kudrat ka ishara chamka hai teri mang me sindur ka tara ummid ka daman tere hatho se na chhute bujdil ki tarah, bujdil ki tarah maut ka lena na sahara, maut ka lena na sahara