SONG: Pahla Pahla Pyar Hua

Pahla Pahla Pyar Hua

LYRICS:
pahla pahla pyar hua oji ho payar hua ye mera dil kisi ke talab dar hua pahla pahla pyar hua oji ho payar hua ye mera dil kisi ke talab dar hua shokiyo ki unki aji ho gye hai hum fida shokiyo ki unki aji ho gye hai hum fida matwali unki ram kasam har aada ram kasam har aada kya kahe ye kya ho gya hume kya kahe ye kya ho gya hume wo jab se mili manchali is dil me machi khalbali mujhe ganga ki kasam dil pe raha na kabu na jigar pe raha kabu na mujhe ganga ki kasam dil pe raha na kabu na jigar pe raha kabu pahla pahla pyar hua oji ho payar hua ye mera dil kisi ke talab dar hua hum to bhai maan gye hum to maan gaye jitna raas aayi re haar gye hum to bhai maan gaye hum to maan gaye jitna raas aayi re haar gaye kehna hi hoga jeet gaye ho kehna hi hoga tum jeet gaye ho ye aapki atkheliya tirchi najar ki barchiya mujhe ganga ki kasam dil pe raha na kabu na jigar pe raha kabu mujhe ganga ki kasam dil pe raha na kabu na jigar pe raha kabu pahla pahla pyar hua oji ho payar hua ye mera dil kisi ke talab dar hua pahla pahla pyar hua oji ho payar hua ye mera dil kisi ke talab dar hua