SONG: Pahalu Men Yaar Ho To Kis Baat Ki Kami Hai - पहलू में यार हो तो किस बात की कमी है

Pahalu Men Yaar Ho To Kis Baat Ki Kami Hai - पहलू में यार हो तो किस बात की कमी है

LYRICS:
pahlu me yaar ho to kis baat ki kami hai pahlu me yaar ho to kis baat ki kami hai hai khush nasib jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pahlu me yaar ho to kis baat ki kami hai ho ik taraf khudai aur ik taraf mohabbaat mai maang lun khuda se ik dilruba ki chahat mai maang lun khuda se ik dilruba ki chahat jannat se khubsurat diladar ki gali hai hai khushnasib jisko yun kis tarah kisi ka ham etabar kar le hai zindagi ka sauda ham kaise pyaar kar le hai zindagi ka sauda ham kaise pyaar kar le uljhan hai khubsurat mushkil si aa padi hai hai khushnasib jisko