SONG: Pahale Jo Mohabbat Se Inkaar Kiyaa Hotaa - पहले जो मोहब्बत से

Pahale Jo Mohabbat Se Inkaar Kiyaa Hotaa - पहले जो मोहब्बत से

LYRICS:
pahle jo mohabbat se pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota yu humko na duniya se bejaar kiya hota ab tere siwa koi aankho me nahi jachta ab tere siwa koi aankho me nahi jachta do roj to pardo me do roj to pardo me guljaar kiya hota do roj to pardo me guljaar kiya hota pahle jo mohabbat se maalum agar hota anjaam mohabbat ka na dil hi diya hota na dil hi diya hota na pyar kiya hota na dil hi diya hota na pyar kiya hota pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota main teri hu main tera, kaano mere kahna aur bhag ke duniya se aankho me meri rahna itna jo samajhte hum, chupke se tera baalma na dil hi diya hota na dil hi diya hota na pyar kiya hota na dil hi diya hota na pyar kiya hota pahle jo mohabbat se inkaar kiya hota