SONG: Paayal Men Git Hain Chham Chham Ke - पायल मै गीत है छम छम के

Paayal Men Git Hain Chham Chham Ke - पायल मै गीत है छम छम के

LYRICS:
paayal me git hai chham chham ke,tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal me git hai chham chham ke,tu laakh chale ri gori tham tham ke paayal me git hai chham chham ke tu piyaa se mil kar aa_i hai,bas aaj teri be-pairaa_i hai tu piyaa se mil kar aa_i hai,bas aaj teri be-pairaa_i hai dekhegi sapane baalam ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke mai bhi kiyaa thaa pyaar kabhi,aa_i thi yahi jhanakaar kabhi ab git mai gaati hun gam ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke ye jiwan bhar kaa rog sakhi,tohe pagali kahege log sakhi ye jiwan bhar kaa rog sakhi,tohe pagali kahege log sakhi yaad aayege waade baalam ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke ye jiwan bhar kaa rog sakhi,tohe pagali kahege log sakhi ye jiwan bhar kaa rog sakhi,tohe pagali kahege log sakhi yaad aayege waade baalam ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke tu laakh chale ri gori tham tham ke,paayal me git hai chham chham ke