SONG: Paas Baithho Tabiyat Bahal Jaayegee - पास बैठो तबीयत बहल जायेगी

Paas Baithho Tabiyat Bahal Jaayegee - पास बैठो तबीयत बहल जायेगी

LYRICS:
paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi dhaar kaajal ki tum aur tikhi karo maang hotho ki mithi hasi se bharo jindagi jhumne par machal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi hamne maana ke chhaayi hain kaali ghata gore gaalo se gesu hata do jara is andhere me ek shamma jal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi gam ne chheda hame, tum naa chheda karo jo tumhaare hai unse naa parda karo muskura do tamanna nikal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi paas baitho tabiyat bahal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi