SONG: Paanv Chhu Lene Do Phulon Ko Inaayat Hogi - पाँव छू लेने दो फूलों को इनायत होगी

Paanv Chhu Lene Do Phulon Ko Inaayat Hogi - पाँव छू लेने दो फूलों को इनायत होगी

LYRICS:
paanv chhu lene do phulo ko inaayat hogi, inaayat hogi varna hamko nahi, inko bhi shikayat hogi, shikayat hogi aap jo phul bichhaaye unhe ham thukraaye aap jo phul bichhaaye unhe ham thukraaye hamko dar hai hamko dar hai ke ye tauhin-e-muhabbat hogi, muhabbat hogi dil ki bechain umango pe karam farmaao dil ki bechain umango pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chaloge to qayaamat hogi, qayaamat hogi paanv chhu lene do phulo ko inaayat hogi, inaayat hogi sharm roke hai idhar, shauk udhar khiche hai sharm roke hai idhar, shauk udhar khiche hai kya khabar thi kya khabar thi tabhi is dil ki ye halat hogi, ye halat hogi sharm gairo se hua karti hai apno se nahi sharm gairo se hua karti hai apno se nahi sharm ham se sharm ham se bhi karoge to musibat hogi, musibat hogi paanv chhu lene do phulo ko inaayat hogi, inaayat hogi hamko dar hai ke ye tauhin-e-muhabbat hogi, muhabbat hogi