SONG: Paan Bidi Sigaret, Ham Ko To Nashaa Hai Muhabbat Kaa Janaab - पान बीड़ी सिगरेट, हम को तो नशा है मुहब्बत का जनाब

Paan Bidi Sigaret, Ham Ko To Nashaa Hai Muhabbat Kaa Janaab - पान बीड़ी सिगरेट, हम को तो नशा है मुहब्बत का जनाब

LYRICS:
paan bidi ciggratte tambaku na sharaab hun to phir ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab paan bidi sigaret tambaaku na sharaab ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab ham tumhari chhokari se shaadi karna mangta ham tumhari chhokari se shaadi karna maangta shaadi karke saath usike jina marna maangta paan bidi ciggratte tambaku na sharaab ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab ye din ko kahe raat, raat kahunga kahe dhup ko barasaat, barasaat kahunga ye sar ko kahe hath, hath kahunga ye do ko kahe saat, saat kahunga ye din ko hake raat, raat kahunga gadhe ko kahe baap, to mai baap kahunga gadhe ko kahe baap, to mai baap kahunga fir aapko bhi aap nahi baap kahunga ye jo kahe ye jo kahe mai bhi kahun kante ko gulaab kante ko gulaab ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab ye ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab paan bidi ciggratte tambaku na sharaab ham ko to nasha hai muhabbat ka janaab mujhe apani beti ke liye lagaam chaahiye naa ki koi zoru kaa gulaam chahiye mai aish karunga, wo kaam karegi mai mujaraa sunungaa, wo raah takegi mai saut bhi laaun to kuchh na kahegi tu paanv ki juti paanvo me rahegi tu paanv ki juti paanvo me rahegi akadegi tanegi agar naa baat sunegi to baat nahi laat se phir baat banegi ghar pe mere phir chalegaa mera hi ruaab ham ko to nashaa hai mujhe apani beti kaa haath pilaa karana hai naa ki uska badan nilaa karana hai