SONG: Pa Pa Pa Ma Pa Ga - पा पा पा मा पा गा

Pa Pa Pa Ma Pa Ga - पा पा पा मा पा गा

LYRICS:
pa ga ma pa pa pa pa ga ma pa ga ma pa pa pa pa ga ma aaye na balam ka karu sajni aye na balam yahu yahu chahe koi mujhe jangali kahe bakne do ji bakta rahe ham bhi to bhukh ke mare huye hain ham kya kare chahe koi mujhe jangali kahe yahu yahu maa pyari maa god me teri khela bachpan mera maa pyari maa itna na dil ko tu apne dukha ki tu ek balak bechara soch ke sher se badla tu le ki julm na ho fir dobara ehsaan bada hoga mujhpar ek baat sabhi se kehna hain mujhe sher se nafrat ho gayi hain ab julm na uska sahna hain ehsaan bada hoga mujhpar tum baat aisi juba par na lana kyu, isliye ki jangal ka raja, tumhe kha na jaye ab to padega akele hi jana kyu, isliye ki buzdil hain jo julm sahta hi jaye chhote bachche chhote bachche maan jao chhote bachche chhote bachche maan jao zindagi se pyar hain, to jidd me na aao chhote bachche chhote bachche maan jao munchh wale tera javab nahi koi tujhsa nahi karodo me munchh wale tera javab nahi shabash shabash lekin ek saath yaha do sher rahe ek jangal me ek pani me ek saath yaha do sher rahe aao aao ji sher ji dekho ji sher ji, kisse pada hain pala ho aao aao ji sher ji dekho ji sher ji, kisse pada hain pala jara samne to aao chhaliye chhup chhup chhalne me kya raaj hain himmat hain to kar le mukabla is jaingal me mera hi raaj hain ho dekho chhote ka kamal kaisi chal gaya chaal dekha hoga kisi ne na aisa jadugar ho dekho chhote ka kamal kaise chal gaya chaa dekha hoga kisi ne na aisa jadugar ho dekho chhote ka kamal kaise chal gaya chaa dekha hoga kisi ne na aisa jadugar