SONG: Pa Ke Nazro Ka Ishara - पा के नजरो का इशारा हम किसी के हो गए

Pa Ke Nazro Ka Ishara - पा के नजरो का इशारा हम किसी के हो गए

LYRICS:
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye le ke ulfat ka sahara ham kisi ke ho gaye pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye le ke ulfat ka sahara pee to ham pehli najar me rah gaye dil tham ke pee to ham pehli najar me rah gaye dil tham ke jab mili najare dobara jab mili najare dobara ham kisi ke ho gaye pa ke najaro ka ishara ham kisi ke ho gaye le ke ulfat ka sahara lab abhi khulne na paye the kisi ke samne lab abhi khulne na paye the kisi ke samne us se pehle dil pukara us se pehle dil pukara ham kisi ke ho gaye pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye le ke ulfat ka sahara ek jara ankhe milakar dekh leti berukhi ek jara ankhe milakar dekh leti berukhi ho gaya koi hamara ho gaya koi hamara ham kisi ke ho gaye pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye le ke ulfat ka sahara ham kisi ke ho gaye pa ke najaro ka ishara