SONG: Oye Oye Oye Mein Kya Se Ho Gayi Kya - ओये ओये ओय मैं क्या से हो गई क्या

Oye Oye Oye Mein Kya Se Ho Gayi Kya - ओये ओये ओय मैं क्या से हो गई क्या

LYRICS:
oye oye oye main kya se ho gayi kya oye oye oye main kya se ho gayi kya fika fika badan mera chandan ki tarah mahka oye oye oye main kya se ho gayi kya fika fika badan mera chandan ki tarah mahka oye oye oye main kya se ho gayi kya sanse bhi ruk ruk kar aaye ek ek nas kasti jaye sanse bhi ruk ruk kar aaye ek ek nas kasti jaye jal ki thandi dhara bhi kyu aaj mujhe dasti jaye soch rahi thi ki mai badali ya badal gayi duniya oye oye oye main kya se ho gayi kya fika fika badan mera chandan ki tarah mahka oye oye oye main kya se ho gayi kya kaha se aaya ye tufan ghabra ke jage arma kaha se aaya ye tufan ghabra ke jage arma lage apna aap paraya bhuli apni hi pehchan mal mal kar ankhiya dekhun ye ho na kahi sapna oye oye oye main kya se ho gayi kya fika fika badan mera chandan ki tarah mahka oye oye oye main kya se ho gayi kya ji chahe ke udd jau nil gagan me udd jau ji chahe ke udd jau nil gagan me udd jau ya maujo se takrake sagar pe main chha jau sari duniya bas me karlun sab kuch ho mera oye oye oye main kya se ho gayi kya oye oye oye main kya se ho gayi kya fika fika badan mera chandan ki tarah mahka oye oye oye main kya se ho gayi kya oye oye oye main kya se ho gayi kya