SONG: Oye Naukar Sarkari Kar Lakh Jatan Mai Haari - ओय नौकरी सरकारी कर लाख जतन मैं हारी

Oye Naukar Sarkari Kar Lakh Jatan Mai Haari - ओय नौकरी सरकारी कर लाख जतन मैं हारी

LYRICS:
oye naukar sarkari oye naukar sarkari kar lahk jatan mai haari oye naukar sarkari kar lahk jatan mai haari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari oye naukar sarkari kar lahk jatan mai haari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari are subah sawere kaam pe jaye der se wapas sham ko aaye are subah sawere kaam pe jaye der se wapas sham ko aaye sara din mujhko tadpaye jalti rahi ghunghat me hi haye mai to laaz ki mari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari oye naukar sarkari kar lahk jatan mai haari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari tujhko sare shahar ka gam hai bhul gaya tu mera balam hai tujhko sare shahar ka gam hai bhul gaya tu mera balam hai kam jyada fursat kam hai jane kab aayegi haye mere pyar ki bari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari oye naukar sarkari kar lahk jatan mai haari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari is dunia se dur nikal le pyar ki thandi aag me jal le is dunia se dur nikal le pyar ki thandi aag me jal le aaja apne nam badal le mai bulbul ban jau tu banja aaj shikari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari oye naukar sarkari kar lahk jatan mai haari tujhse shadi kar ke bhi haye mai to rahi kuwari