SONG: Oonchi Nichi Lehero Ke Kandhe Par - ऊँची नीची लहरों के काँधे पे

Oonchi Nichi Lehero Ke Kandhe Par - ऊँची नीची लहरों के काँधे पे

LYRICS:
unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke hayi ho naiyya meri chali sabse aage badh ke hayi ho san san san bahati hawa roko naa rasta mera unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke hayi ho hayi ho uthal puthal kare nadiya ka jal sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal kabhi ghatata kabhi badhata re paani paani re paani kabhi ghatata kabhi badhata paani nadiya karti apni manmaani paani re paani nadiya karti rahe manmaani ye paani chanchal bada maajhi ko parkhe sada unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke hayi ho naiyya meri chali sabse aage badh ke hayi ho san san san bahati hawa roko naa rasta mera unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke hayi ho hayi ho uthal puthal kare nadiya ka jal sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal o ho ho hum matwaare maajhi maajhi re maajhi hum matwaare maajhi ho maajhi roj lagaaye tufaano ki baaji maajhi re maajhi roj lagaaye tufaano ki baaji jeet gaya saathi hai jiska unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke hayi ho naiyya meri chali sabse aage badh ke hayi ho san san san bahati hawa roko naa rasta mera unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke hayi ho hayi ho uthal puthal kare nadiya ka jal sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal uthal puthal kare nadiya ka jal sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal