SONG: Oonch Nich Ka Bhed Bhula Kar - ऊँच नीच का भेद भुला कर

Oonch Nich Ka Bhed Bhula Kar - ऊँच नीच का भेद भुला कर

LYRICS:
unch nich na bhed bhula kar gale milo sare insan sabka ek pita parmeshwar jag me sab jan ek saman raghupati raghav raja ram ishwar allah tere naam unch nich na bhdd bhula kar gale milo sare insan sabka ek pita parmeshwar jag me sab jan ek saman raghupati raghav raja ram ishwar allah tere naam pathar ko tum shish nawao aur insan ko thukraya kaisa hai ye nyay tumhara kuch hamko bhi samjhao kaun dharam ye kaisa gyan jag me sab jan ek saman raghupati raghav raja ram ishwar allah tere naam ganga jamuna khub nahaye man ki kayi dho na sake dunia bhar ke dost bane ghar me bhai ke ho na sake karo na ab khud ka apman jag me sab jan ek saman raghupati raghav raja ram ishwar allah tere naam unch nich ka bhed bhula kar gale milo sare insan sabka ek pita parmeshwar jag me sab jan ek saman raghupati raghav raja ram allah tere naam