SONG: Om Jai Jai Jai Mahadev - ॐ जय जय जय महादेव

Om Jai Jai Jai Mahadev - ॐ जय जय जय महादेव

LYRICS:
om jai jai jai mahadev swetambar pitambar kati me bagambhar saje kati me bagambhar saje gal mala rundan ki gal mala rundan ki kar damru baje om jai jai jai mahadev shish jata bahe ganga ujjwal chandra nan sohe ujjwal chandra nan sohe swami smadhi lagaye swami smadhi lagaye tirbhwan man mohe om jai jai jai mahadev neelkanth bahma tan hit tumne vish ka pan kiya tumne vish ka pan kiya asuro ka sanhar ke asuro ka sanhar ke jag ka tran kiya om jai jai jai mahadev rup alokik ardhnan ishwar tum ho tripurari trilochan tum ho tripurari shiv shankar parlayankar shiv shankar parlayankar tandav vythi dhari om jai jai jai mahadev om jai jai jai mahadev om jai jai jai mahadev