SONG: Om Jai Jagdish Hare Swami Jai Jagdish Hare - ओम जय जगदीश हरे स्वामी जय जगदीश हरे

Om Jai Jagdish Hare Swami Jai Jagdish Hare - ओम जय जगदीश हरे स्वामी जय जगदीश हरे

LYRICS:
om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat shan me dur kare, om jai jagdish hare om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat shan me dur kare, om jai jagdish hare jo dhyave phal pave, dukhvin se man na swami dukhvin se man na sukh sampati ghar aave sukh sampati ghar aave kasht mite tan ka om jai jagdish hare maat pita tum mere, saran gahu kiski swami saram gahu kiski tum bin aur na duja tere bin aur na duja aas karu jiski om jai jagdish hare tu puran parmatma, tum antaryami swami tum antaryami parbrahm parmeshvar, parbrahm parmeshvar tum sabke sawami om jai jagdish hare tum karuna ke sagar, tum palankarta swami tum palankarta mai murkh phalkami, mai sevak tum swami karipa karo bharta om jai jagdish hare vishya-vikaar mitao, paap haro deva swami paap haro deva sardha bhakti badhao, sardha bhakti badhao santan ki seva om jai jagdish hare om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat shan me dur kare, om jai jagdish hare om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat shan me dur kare, om jai jagdish hare jai bhole bhandari he sache malik teri sada hi jai