SONG: Om Jai Jagdish Hare (Abdullah) - ओम जय जगदीश हरे

Om Jai Jagdish Hare (Abdullah) - ओम जय जगदीश हरे

LYRICS:
om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mein dur kare om jai jagdish hare maatpita tum mere sharan gahu me kiski prabhu sharan gahu me kiski tum bin aur naa duja prabhu bin aur naa duja aas karu main kiski tum karuna ke sagar, tum paalan karta swami tum paalan karta main murakh falkami main sevak tum swami krupa karo harta om jai jagdish hare tum puran parmatma tum antaryaami, prabhu tum antaryaami paar brahma parmeshwar, paar brahma parmeshwar tum sabke swami om jai jagdish hare jai jagdish hare swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat daas jano ke sankat kshan me dur kare om jai jagdish hare