SONG: O Zulmi Naina Roye Ja Tu - ओ जुल्मी नैना रोये जा तू

O Zulmi Naina Roye Ja Tu - ओ जुल्मी नैना रोये जा तू

LYRICS:
o julmi naina roye ja tu piya ki yaad mein o julmi naina roye ja tu piya ki yaad mein o julmi naina roye ja tu piya ki yaad mein kya jaane wo kya jaadu kar gaye kya jaane wo kya jaadu kar gaye kya jaane wo kyu dil mein janch gaye kya jaane wo kyu dil mein janch gaye o mere naina dub gayi teri barsat mein roye ja tu piya ki yaad mein o mere naina dub gayi teri barsat mein roye ja tu piya ki yaad mein jiddi man har jid nahi mane jiddi man har jid nahi mane preet sahi par reet na jaane haye mere naina jakhami dil ho gaya samjhi baad mein roye ja tu piya ki yad mein o more naina roye ja tu piya ki yaad mein