SONG: O Zalima Chala Kaha - ओ ज़ालिमा चला कहाँ

O Zalima Chala Kaha - ओ ज़ालिमा चला कहाँ

LYRICS:
o zalima chala kaha o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan hay re ye husn ye khumar ye jawani dil hai khun khun aur jigar hai pani pani hay re ye husn ye khumar ye jawani dil hai khun khun aur jigar hai pani pani karke khun pani are kya milega jaani aa palat ke aa yahi hai pyaar ka sama o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan naaz ka ada ka yu na maar yaar fanda is tarah na chal ke chaal bhul jaye banda naaz ka ada ka yu na maar yaar fanda is tarah na chal ke chaal bhul jaye banda haye haye haye are dil khuchal na jaye dekh sambhal ke nikli nilki meri jaan o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan kya karu bujurg baat kah gaye hai aisi dil laga gadhi se to pari ki baat kaisi kya karu bujurg baat kah gaye hai aisi dil laga gadhi se to pari ki baat kaisi koi tujhko parkhe are is meri nazar se tu mujhe pasand hai to jalta hai jaahan o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan o zalima chala kaha berukhi ka waqt ye nahi hai meri jaan