SONG: O Tera Kya Kehna - ओ तेरा क्या कहना

O Tera Kya Kehna - ओ तेरा क्या कहना

LYRICS:
ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana ho mera rang hai kamal ho mera kya kehna ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana ho tera rang hai kamal ho tera kya kehna aankho se nasha chalkati hai mere hosh udati hai aankho se nasha chalkati hai mere hosh udati hai tu pyar ki aag lagata hai diwana mujhe banata hai chandi jaisa rang tera sone jaisa ang tera tera roop hai malamal ho mera kya kehna ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana ho tera rang ha kamal ho tera kya kehna tu mast ghata mai neel gagan tu khusbu hai mai sok pawan tu mast ghata mai neel gagan tu khusbu hai mai sok pawan palko me tumhare khwab sajan dil pe rahe meri dhadkan chand se chehre pe julfo ka pehra hai tu shayar ka khyal o tera kya kehna gore rang ka jamana kabhi hoga na purana mera rang ha kamal ho tera kya kehna ho gore rang ka jamana kabhi hoga na purana ho tera rang hai kamal ho tera kya kehna ho tera kya kehna ho tera kya kehna