SONG: O Sudha Mai Tujhpe Fida - ओ सुधा मैं तुझपे फ़िदा

O Sudha Mai Tujhpe Fida - ओ सुधा मैं तुझपे फ़िदा

LYRICS:
o sudha mai tujhpe fida kyu aise hue ham juda o sudha ye kya ho gya tu itna to mujhko bta wo bachpan ke pal jo gujre the kal phir jiwan me wo kabhi na mile wo din hai khaa wo naadaniya wo natkhat samaa khaa kho gya baby saal har pal aaye yaad har pal meri yaado me tu rahti hai ho ho o sudha mai tujhpe fida kyu aise hue ham juda o sudha ye kya ho gya tu itna to mujhko bta maayush hai ye dil suni ye mahfil kyu chandni me mera dil jale ye majburiyan bani duriyan gayi tu khaa bta de sudha mere baad har pal meri yaad har pal kya tere dil me bhi rahti hai ho ho o sudha mai tujhpe fida kyu aise hue ham zudaa ho ho o sudha ye kya ho gya tu itna to mujhko bta mere baad har pal meri yaad har pal kya tere dil me bhi rahti hai ho ho