SONG: O Sitamgar Aasman Jau Kaha - ओ सितमगर आसमान जाऊं कहाँ

O Sitamgar Aasman Jau Kaha - ओ सितमगर आसमान जाऊं कहाँ

LYRICS:
naam tera bhul jau tere bandhan tod du ji me aata hai tujhe bhagwan kahna chhod du o sitamgar aasman jau kaha jau kaha o sitamgar aasman jau kaha jau kaha besahara ho gaya hai zindagi ka karwa o sitamgar aasman jinse tera naam chamka hum wahi insan hai yaad kar tujh par hue har bar hum kurban hai yaad kar tujh par hue har bar hum kurban hai roz hi hum pe giri tere sitam ki bijliya o sitamgar aasman chahte hai hum tujhe jitna tu utna dur hai sangedil hokar nazar kyu is kadar magrur hai sangedil hokar nazar kyu is kadar magrur hai mit gaye agar hum samjh le mit gaya tera nisha o sitamgar aasman jau kaha jau kaha o sitamgar aasman