SONG: O Sanam Mera Saath Dena Pyaar Me - ओ सनम मेरा साथ देना प्यार में

O Sanam Mera Saath Dena Pyaar Me - ओ सनम मेरा साथ देना प्यार में

LYRICS:
o sanam mera sath dena pyar ki rah me o sab chhod denge aapki chah me o sanam mera sath dena aap aa gaye jidagi aa gayi aapko dekh ke bekhudi cha gayi paas aaiye ye najar chum lu janeman bepiye aaj mai jhum lu o sanam mat chhod dena pyar ki rah me o sab chhod denge aapki chah me o sanam mera sath dena pyar aapka kam agar ho gaya umar bar ke liye dil mera kho gaya pyar aap hai aasra aap hai aur mai kya kahu devta aap hai o o ho dil hai diwana aapki chah me o sanam mera sath dena pyar ki rah me o sanam mera sath dena pyar ki rah me o sanam