SONG: O Saiya Main Saiya Main Aayi Ghar Chhod Ke - ओ सैया मैं सैया मैं आयी घर छोड़ के

O Saiya Main Saiya Main Aayi Ghar Chhod Ke - ओ सैया मैं सैया मैं आयी घर छोड़ के

LYRICS:
o raja o saiya main saiya main aayi ghar chhod ke laaj ke pahre sab tod ke o saiya ha ha ha bhagake le chal sabse bachake le chal dono rahenge dil jod ke o saiya o.. dil ka ishara dil ka ishara dil pa gaya tune pukara le main aa gaya o gori kismat se bhi takarayibe, tujhko sang leke jayibe tufano ke bhi rukh modke ho gori ek pag dhara na jaye ab to chala na jaye godi me humko uthayi le ek pag dhara na jaye ab to chala na jaye godi me humko uthayi le thodi si rah gayi duri hogi tamanna puri mann ko zara tu samjhayile saachi ho jo dil ki lagan, hoke rahega apna milan ho jag bairi tera hua jag bairi mera hua chal bairi jag ko tu chhod ke ho saiya o.. dil ka ishara dil ka ishara dil pa gaya tune pukara le main aa gaya o gori duniya me sabse pyara lagta hai rab se pyara ik mujhko didaar tera duniya me sabse pyara lagta hai rab se pyara ik mujhko didaar tera main bhi to khichti aau roku to ruk na pau khiche mujhe pyar tera logo ko pyar na mila kabhi, isi liye pyar se jalte sabhi ho jalte hai jalne wale, chalte hai chalne wale duniya ke dastur tod ke ho gori o saiya main saiya main aayi ghar chhod ke laaj ke pahre sab tod ke o saiya ha ha ha bhagake le chal sabse bachake le chal dono rahenge dil jod ke o saiya o.. dil ka ishara dil ka ishara dil pa gaya tune pukara le main aa gaya o gori kismat se bhi takarayibe, tujhko sang leke jayibe tufano ke bhi rukh modke ho gori