SONG: O Re Zamane Dekh Liya Tera Zamana - ओ रे ज़माने देख लिया

O Re Zamane Dekh Liya Tera Zamana - ओ रे ज़माने देख लिया

LYRICS:
o re jamane dekh liya tera jamana ha tera jamana o re jamane dekh liya tera jamana ha tera jamana hans hans ke tujhe aata hai dukhiyo ko rulana dukhiyo ko rulana o re jamane dekh liya tera jamana ha tera jamana janta ke mere dil ke tune tar tar tode dukh dard mein rone ko do aansu bhi nahi chhode charo taraf se lut gaya kya mere pas hai ye tuta sa ek tara mere dil ki aas hai hai aansuo mein tuta hua mera tarana bedard jamana o re jamane dekh liya tera jamana ha tera jamana aaya tha phul banke main duniya ke chaman mein ab jata hu lipta hua mitti ke kafan mein bekas ke aansuo se bhara tera khajana bedard jamana o re jamane dekh liya tera jamana ha tera jamana ae duniya bata ae duniya bata tujhme hai imaan nahi kya insaan tere dil mein bhagwan nahi kya insaan tere dil mein bhagwan nahi kya nirdhan ki bali tujhko jholi deke pukare o re jamane dekh liya tera jamana ha tera jamana