SONG: O Re Manwa - ओ रे मनवा

O Re Manwa - ओ रे मनवा

LYRICS:
ho duniya saari choti zara pad gayi badhte badhte mai hadh se zara badh gayi o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna andar se band kar le tu sapno ko pinjre mein o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna andar se band kar le tu sapno ko pinjre mein tinke tinke ko jod ke kyu mai puliya banane lagi wo maine chod ke kyun nadiya bichane lagi taare taare ko tod ke kyu mai jhumar banane lagi chand chura ke kyu ghar mai sajane lagi aafat kaise ye dekho zara kar gayi pankh laga ke mai chajje pe kyun chadh gayi o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna andar se band kar le tu sapno ko pinjre mei o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna andar se band kar le tu sapno ko pinjre mei sapno ko pinjre mei sapno ko pinjre mei