SONG: O Re Jaana (Male) - ओ रे जाना (Male)

O Re Jaana (Male) - ओ रे जाना (Male)

LYRICS:
bas mujhko ye bata de door reh kar na sazaa de jis tarah se main sunta hoon tu bhi sunti kya sadaayein door jabse main hoon tab se meri saansein tham se gayi hain o re jaan tu door jaana tujhe dil ka hai waasta o re jaan tu door jaana hai ye pyaar ka raasta chhedo na mujhe tum door se yun ab judne do ye saaye tere hi liye hai khudko sameta tujhse kahaan jaaye door jabse main hoon tab se meri saansein tham se gayi hain o re jaan tu door jaa na tujhe dil ka hai waasta o re jaan tu door jaana hai ye pyaar ka raasta dekho na mujhe tum mil hi gayi ab phir na bichhad jaana chaahe kuch bhi kyun na ho magar tum yun hi yahin rehna