SONG: O Raja Ankhon Me Tu Sama Ja Dil Se Dil Mila Ja - ओ राजा आँखों मे तू समा जा दिल से दिल मिला जा

O Raja Ankhon Me Tu Sama Ja Dil Se Dil Mila Ja - ओ राजा आँखों मे तू समा जा दिल से दिल मिला जा

LYRICS:
aayi aayi o raja aankho me tu sama ja dil se dil mila ja fir duniya apni hai aayi aayi o raja aankho me tu sama ja dil se dil mila ja fir duniya apni hai najar nayi hai daur naya tujhko mubarak pyar naya shama hai suhana jiya na jalana tujhko kasam hai raja pas mere aaja aayi aayi o raja aankho me tu sama ja dil se dil mila ja fir duniya apni hai raat se din ka mel nahi pyar nibhana khel nahi chhodo ji bahana hasega jamana acha hai mauka raja apna bana ja aayi aayi o raja aankho me tu sama ja dil se dil mila ja fir duniya apni hai kar gaya jadu pyar hua najar jhuki ikrar hua dil hai najrana ise na bhulana chori chori pyar ka parda utha ja aayi aayi o raja aankho me tu sama ja dil se dil mila ja fir duniya apni hai