SONG: O Panchi Pardesiya Ja Ud Ja - ओ पंछी ओ पंछी परदेशिया

O Panchi Pardesiya Ja Ud Ja - ओ पंछी ओ पंछी परदेशिया

LYRICS:
o panchhi o panchhi pardeshiya ho pardeshiya ja ud ja mere piya ka sandesha la mere piya ka sandesha la aankho mein dole jawaniya o jawaniya hontho pe man ki kahaniya ha kahaniya haye kahaniya sundar sapne sundar sapne jaag uthe hai sundar sapne jaag uthe hai man ki meri bate haye man ki meri bate unhe tu hi bata unhe tu hi bata o panchhi o panchhi pardeshiya ho pardeshiya ja ud ja mere piya ka sandesha la ud ja mere piya ka sandesha la chhed rahi hai mast hawaye jhum rahi hai kali ghataye koyal kuke koyal kuke gaye papiha gaye papiha un bin mane nahi jiya mora haye re jiya mora un bin mane nahi jiya mora haye re jiya mora o panchhi o panchhi pardeshiya ho pardeshiya ja ud ja mere piya ka sandesha la ud ja mere piya ka sandesha la o panchhi