SONG: O Pagal Premi - ओ पागल प्रेमी

O Pagal Premi - ओ पागल प्रेमी

LYRICS:
o pagal premi prem kiye kya paya prem kiye kya paya jiwan ka sukh chain luta kar dil me dard basaya dil me dard basaya prem kiye kya paya aashao ki phulwari me pyar ka bij lagaya pyar ka bij lagaya ik din aayi fiza bag me sara chaman jalaya ik din aayi fiza bag me sara chaman jalaya man ki bagiya ujad gayi pyara paudha murjhaya pyara paudha murjhaya o pagal premi prem kiye kya paya prem kiye kya paya madhur manohar sukh sapno ka sundar mahal banaya madhur manohar sukh sapno ka sundar mahal banaya pal me sapne chur hue pal me sapne chur hue aur mahal jami par aaya mahal jami par aaya o pagal premi prem kiye kya paya prem kiye kya paya