SONG: O Naam Tera Hai Zuba Par Yad Teri Dil Me Hai - ओ नाम तेरा है ज़बाँ पर याद तेरी दिल में है

O Naam Tera Hai Zuba Par Yad Teri Dil Me Hai - ओ नाम तेरा है ज़बाँ पर याद तेरी दिल में है

LYRICS:
o naam tera hai zuba par yad teri dil me hai janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai zindagi mushkil me hai naam tera hai zuba par yaad teri dil me hai janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai zindagi mushkil me hai dil ka jo anzam hona tha wahi aakhir hua chand armano ka mere badliyo me chup gaya, chup gaya ab andhera hi andhera pyar ki mehfil me hai janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai zindagi mushkil me hai rah gayi rah gayi, fariyad bankar fariyad bankar wo khushi ki dasta, wo khushi ki dasta tere gum ko dil me lekar hum to baithe hai yaha, hai yaha dil ke malik tu na jane kaun si manzil me hai aye janewale ab to aaja zindagi mushkil me hai zindagi mushkil me hai