SONG: O Mere Shaahe Khubaan O Meri Jaan-E-Janaana (Male) - ओ मेरे साहें खुबाँ, ओ मेरी जाने जाना

O Mere Shaahe Khubaan O Meri Jaan-E-Janaana (Male) - ओ मेरे साहें खुबाँ, ओ मेरी जाने जाना

LYRICS:
o mere saahe khuban, o meri jane jana tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota o mere saahe khuban, o meri jane jana tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota kab khyalo ki dhup dhalti hai har kadam par shama si dhalti hai mera saya jidhar bhi jata hai teri tasvir sath chalti hai o mere saahe khuban, o meri jane jana tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota tum ho sahra me tum gulishta me tum ho najro me tum bhi aaba me maine tumko kaha kaha dekha chhupke rahte ho tum rage ja me o mere saahe khuban, o meri jane jana tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota tum mere paas hote ho, koi dusra nahi hota meri aankho ki justzu tum ho inltza tum ho aarzu tum ho mai kisi or ko to kya jaanu meri ulfat ki aabru tum ho o mere sahi khuba, o meri jane jana tum mere pas hote ho, koi dusra nahi hota tum mere pas hote ho, koi dusra nahi hota