SONG: O Mere Saiyya Raat Suhani Aayi - ओ मेरे सैयां रात सुहानी आई

O Mere Saiyya Raat Suhani Aayi - ओ मेरे सैयां रात सुहानी आई

LYRICS:
o mere saiyaan raat suhaani aayi ghata mastiyo ki chhayi pee pee papiha gaaye o mere saiyaan raat suhaani aayi ghata mastiyo ki chhayi pee pee papiha gaye dil bekraar hai aankhon mein pyar hai tera intzaar hai dil bekraar hai aankhon mein pyar hai tera intzaar hai o mere sajan raat ki rani aayi roop jawaani aayi prem ke deep jalaaye kyu mast ghata layi hai paigaam jawaani kyu mast ghata layi hai paigaam jawaani ek tera fasaana hai ek meri kahaani ek tera fasaana hai ek meri kahaani ban jaye teri yaad mohabbat ki nisaani ban jaye teri yaad mohabbat ki nisaani o mere sajan utathi jawaani aayi nayi zindgani layi koo koo koyaliyaa gaaye mausam pe naya rang umango ki hawaa hai ek meri nagaah hai sajan ek teri adaa hai mausam pe naya rang umango ki hawaa hai ek meri nagaah hai sajan ek teri adaa hai ye zard nahi meri mohabbat ki sadaa hai mohabbat ki sadaa hai dil taar taar hai fir bhi khumaar hai tera hi pyar hai o mere sajan dil me ramaani aayi lab pe kahaani aayi fir bhi kahaa nahi jaaye o mere saiyaan raat suhaani aayi ghata mastiyo ki chhayi pee pee papiha gaaye