SONG: O Mere Bichade Balam - ओ मेरे बिछड़े बालम

O Mere Bichade Balam - ओ मेरे बिछड़े बालम

LYRICS:
o mere bichade balam o mere bichade balam tune kaisa diya gham lut gaye ham in aasuo ki kasam o mere bichade balam ek pal bhi na hame khushi ka mila jindagi se bata de hame kya mila ek pal bhi na hame khushi ka mila jindagi se bata de hame kya mila mujhpe tera ye sitam lut gaye ham in aashuo ki kasam o mere bichade balam tha yakin tu hame chhod sakta nahi tha yakin tu hame chhod sakta nahi dil hai najuk kabhi tod sakta nahi kaisa tuta bharm in aankho ki kasam o mere bichhde balam hasrato ka chaman aaj lutne laga ab to aaja ke dham mera ghutne laga hasrato ka chaman aaj lutne laga ab to aaja ke dham mera ghutne laga kahi dil na jaye tham in aashuo ki kasam o mere bichade balam tumhe kaisa diya gham lut gaye ham in aasuo ki kasam o mere bichade balam