SONG: O Ladke Badhte Badhte Tu To Yahaan Bhi Aa Gaya, O Ladki Marji Mere Dil Ki - ओ लड़के बढ़ते बढ़ते तू तो यहाँ भी आ गया, ओ लड़की मर्जी मेरे दिल की

O Ladke Badhte Badhte Tu To Yahaan Bhi Aa Gaya, O Ladki Marji Mere Dil Ki - ओ लड़के बढ़ते बढ़ते तू तो यहाँ भी आ गया, ओ लड़की मर्जी मेरे दिल की

LYRICS:
o ladke badhte badhte tu to yaha bhi aa gaya o ladki marzi mere dil ki isme kisi ka kya gaya o ladke badhte badhte tu to yaha bhi aa gaya o ladki marzi mere dil ki isme kisi ka kya gaya rashte ke paar mai thi khadi ho gayi dekha dekhi ho gayi dekha dekhi bholi najar lad hi padi aage ki na sochi aage ki na sochi ab tum jaha hum bhi waha o ladke badhte badhte tu to yaha bhi aa gaya o ladki marzi mere dil ki isme kisi ka kya gaya baz aayiye mud jayiye warna dungi gali warna dungi gali dar ke agar hum jaye mar pahchtaogi aali pahchtaogi aali dil dijiye ja lijiye o ladke badhte badhte tu to yaha bhi aa gaya o ladki marzi mere dil ki isme kisi ka kya gaya