SONG: O Krishn Kanhai Aashaon Ki Duniya Men - ओ कृष्ण कन्हाई आशाओं की दुनिया में

O Krishn Kanhai Aashaon Ki Duniya Men - ओ कृष्ण कन्हाई आशाओं की दुनिया में

LYRICS:
o krishn kanhai o krishn kanhai o krishn kanhai o krishn kanhai aashao ki duniya me hai kyun aag lagai o krishn kanhai o krishn kanhai kya unch-nich tere yahan par bhi bhagwan aisa nahi to kyun hai ye sansar me tufan kya unch-nich tere yahan par bhi bhagwan aisa nahi to kyun hai ye sansar me tufan pine ko hai taiyar lahu bhai ka bhai o krishn kanhai o krishn kanhai duniya ke bhed-bhav ko bhagwan mita de bhagwan mita de bichade huo ko phir se ek bar mila de ek bar mila de gopal mere gopal mere gopal mere qaid se de-de tu rihai aashao ki duniya me hai kyun ag lagai o krishn kanhai o krishn kanhai nirdhan ko ye dhanwan samajhte nahi insan maya ke pujari bane khud baithe hai bhagwan insaf na karna tha to kyun duniya basai insaf na karna tha to kyun duniya basai o krishn kanhai krishn kanhai aashao ki duniya me hai kyun ag lagai o krishn kanhai o krishn kanhai