SONG: O Khelne Wale O Zindagi Se Khelne Wale - ओ खेलने वाले ओ जिंदगी से खेलने वाले

O Khelne Wale O Zindagi Se Khelne Wale - ओ खेलने वाले ओ जिंदगी से खेलने वाले

LYRICS:
o khelne wale o zindagi se khelne wale o zindagi se khelne wale dil pe kisi ka jor nahi hai, jor nahi meri khushi to aur kahi hai, aur kahi o khelne wale auro ki khushi se khelne wale auro ki khushi se khelne wale khush hu ke is ulfat me barbad hu mai jise bhulana mushkil hai wo yaad hu mai khush hu ke is ulfat me barbad hu mai jise bhulana mushkil hai wo yaad hu mai o khelne wale o bekashi se khelne wale o bekashi se khelne wale gham pe kisi ke has dena ye shan nahi bebas ki aaho se bada tufan nahi gham pe kisi ke has dena ye shan nahi bebas ki aaho se bada tufan nahi o khelne wale ashko ki ladi se khelne wale ashko ki ladi se khelne wale