SONG: O Jiska Sathi Hai Bhagwan - ओ जिसका साथी हैं भगवान

O Jiska Sathi Hai Bhagwan - ओ जिसका साथी हैं भगवान

LYRICS:
o jiska sathi hai bhagwan usko kya rokega, aandhi aur tufan o jiska sathi hai bhagwan usko kya rokega, aandhi aur tufan jiska sathi hai bhagwan gagan chur ho jaye jamin chahe, sagar me dhas jaye gagan chur ho jaye jamin chahe, sagar me dhas jaye tufano ki god me chahe, sara jag kho jaye panv na rukne paye o jiska sathi hai bhagwan usko kya rokega, aandhi aur tufan jiska sathi hai bhagwan jiske shish pe hath hazaro chhu na koyi payega jiske shish pe hath hazaro chhu na koyi payega hari nam se, ye parwat bhi tinka ban jayega dhul me mil jayega o jiska sathi hai bhagwan usko kya rokega, aandhi aur tufan jiska sathi hai bhagwan bhakt aur hari ka bandhan to jo deepak aur bati bhakt aur hari ka bandhan to jo deepak aur bati usi jyoti se ye jalti hai usme hi mil jati deh amar ho jati o jiska sathi hai bhagwan usko kya rokega, aandhi aur tufan jiska sathi hai bhagwan jiska sathi hai bhagwan jiska sathi hai bhagwan