SONG: O Janeman Jane Ja - ओ जानेमन जानेजां

O Janeman Jane Ja - ओ जानेमन जानेजां

LYRICS:
o janeman janeja ja rahe ho kahan janeman janeja ja rahe ho kahan husn ka sath hai aisi kya baat hai jo nahi hai yaha janeman janeja ja rahe ho kahan nind aaye to julfo ka saya karu jaagna ho to khabo me aaya karu nind aaye to julfo ka saya karu jaagna ho to khabo me aaya karu jo hukum do meharba ha ha janeman janeja ja rahe ho kahan janeman janeja ja rahe ho kahan koi dil me hai agar andhera kiye ye hasina jalaye najar ke diye koi dil me hai agar andhera kiye ye hasina jalaye najar ke diye to roshni ho waha ho ho janeman janeja ja rahe ho kahan janeman janeja ja rahe ho kahan ruthe naina ghata chhayi farmaiye hai khushi ki jarurat ke gham chahiye ruthe naina ghata chhayi farmaiye hai khushi ki jarurat ke gham chahiye lo badal do sama ho ho janeman janeja ja rahe ho kahan janeman janeja ja rahe ho kahan husn ka sath hai aisi kya baat hai jo nahi hai yaha janeman janeja ja rahe ho kahan