SONG: O Jane Wale Sun Zara Ye Dil Ka Majra - ओ जाने वाले सुन ज़रा ये दिल का माजरा

O Jane Wale Sun Zara Ye Dil Ka Majra - ओ जाने वाले सुन ज़रा ये दिल का माजरा

LYRICS:
o jane vale sun zara ye dil ka majra o jane vale sun zara ye dil ka majra tumhi se hume pyar tha tumhi se hume pyar hai jao ji maine sun liya ye dil ka majra na tumhe kabhi pyar tha na tumhe ab pyar hai o jane vale sun zara abhi ja jindagi ka jam lekar meri jan na sata iljam dekar hum to jite hai tera nam lekar aaye ho pyar ka paygam lekar jaoge tum dile nakam lekar o jane vale sun zara ye dil ka majra tumhi se hume pyar tha tumhi se hume pyar hai jao ji maine dun liya ye dil ka majra na tumhe kabhi pyar tha na tumhe ab pyar hai o jane vale sun zara ja re ja dekh liya pyar tera ye gila shikva hai bekar tera sirf or sirf juth hai ikrar tera masiha mai to hu bimar tera karke mai jaunga didar tera banke dikh launga dildar tera jao ji maine sun liya ye dil ka majra na tumhe kabhi pyar tha na tumhe ab pyar hai o jane vale sun zara ye dil ka majra tumhi se hume pyar tha tumhi se hume pyar hai o jane vale sun zara aa tujhe pyar ki pahchan de du tu jo kah de to apni jan de du tere ek naaj pe iman de du aa tujhe pyar ka arman de du moj ke pahlu me tufan de du char din jine ka saman de du char din jine ka saman de du chalo ji hua faisla nahi koi ab gila tumhi se meri jeet hai tumhi se meri har hai chalo ji hua faisla nahi koi ab gila tumhi se meri jeet hai