SONG: O Jag Ke Palanhar - ओ जग के पालनहार

O Jag Ke Palanhar - ओ जग के पालनहार

LYRICS:
o jag ke palanhaar tujhe kya ho gaya kyo so gaya insaan fraiyaad kya du tu so gaya o jag ke palanhaar tujhe kya ho gaya kyo so gaya insaan fraiyaad lok laaj ke karan jab se tav jami pe aayi daya tere naino se chalke agni bhi sharmaayi phul bani muskai aaj kaha wo rut tumhara kho gaya kho gaya insaan nahi fariyaad meera ne jab dukh sankat me tera naam liya tha giridhar naagar ban kar tumne darshan use diya tha apna use kiya tha aaj kaha wo naam tumhara kho gaya kho gaya insaan nahi fariyaaad bhari sabha me dropati ki tune laaj bachayi nirdosho se kaahe ab tak tujhko daya na aayi maalik teri judai aaj kaha insaan tumhara kho gaya kho gaya insaan kya du fraiyaad tu so gaya o jag ke palanhaar tujhay kya ho gaya kyo so gaya insaan nahi fariyaaad