SONG: O Ghar Ko Chhodne Wale Bata - ओ घर को छुड़ाने वाले बता

O Ghar Ko Chhodne Wale Bata - ओ घर को छुड़ाने वाले बता

LYRICS:
o ghar ko chudane wale bata o ghar ko chudane wale bata teri duniya me kya kya kya kya hai o ghar ko chudane wale bata kya waha sawera aata hai kya rat suhani hoti hai kya waha sawera aata hai kya rat suhani hoti hai kya mithe mithe sapno me mad bhari jawani han jawani mad bhari jawani hoti hai o ghar ko chudane wale bata kya waha bhi tare hote hai chanda se chanda se chanda se bate hoti hai kya dulha dulhan lata hai kya dulha dulhan lata hai kya pyar ki rate hoti hai o ghar ko chudane wale bata kya waha kuye hote hai hote hai aur panihari bhi aati hai aati hai kya waha kuye hote hai hote hai aur panihari bhi aati hai aati hai kya pani bhar kar gagar me kya pani bhar kar gagar me wo angadai ban jati hai o ghar ko chudane wale bata