SONG: O Ghar Ghar Ke Diye - ओ घर घर के दिए बुझाकर बने हुए धनवान

O Ghar Ghar Ke Diye - ओ घर घर के दिए बुझाकर बने हुए धनवान

LYRICS:
o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan ham bhi hai insan o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan ham bhi hai insan yaha tumhara rang mahal hai rang mahal me chahal pahal hai yaha tumhara rang mahal hai rang mahal me chahal pahal hai aur hamare liye kya ye jamin asman aur hamare liye kya ye jamin asman tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan ham bhi hai insan khet hamara fasal tumhari aisa kyu hoga khet hamara fasal tumhari aisa kyu hoga jisne mehnat ki na uska paisa kyu hoga jisne mehnat ki na uska paisa kyu hoga dil hai tumhara aur na hoti kya garib ki jaan dil hai tumhara aur na hoti kya garib ki jaan tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan ham bhi hai insan hamko bhi to bhukh satati hai hamko bhi to pyas jalati hai hamko bhi to bhukh satati hai hamko bhi to pyas jalati hai aur dud ke liye hamari roti hai santan aur dud ke liye hamari roti hai santan tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan ham bhi hai insan o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan ham bhi hai insan