SONG: O Dur Jane Wale Aati Hai Yaad Aa Ja - ओ दूर जाने वाले

O Dur Jane Wale Aati Hai Yaad Aa Ja - ओ दूर जाने वाले

LYRICS:
o dur jane wale o dur jane wale wada na bhul jana wada na bhul jana rate hui andheri rate hui andheri tum chand banke aana tum chand banke aana o dur jane wale apne hue paraye apne hue paraye dushman hua zamana apne hue paraye dushman hua zamana tum bhi agar na aaye tum bhi agar na aaye mera kaha thikana ho dur jane wale ho dur jane wale wada na bhul jana wada na bhul jana ho dur jane wale aaja kisi ki aankhe aaja kisi ki aankhe ro ro ke kah rahi hai aaja kisi ki aankhe ro ro ke kah rahi hai aisa na ho ke hamko aisa na ho ke hamko karde juda zamana ho dur jane wale ho dur jane wale wada na bhul jana wada na bhul jana ho dur jane wale