SONG: O Duniyawalon Pyar Mein Thokar Kha - ओ दुनियावालों ओ प्यार में ठोकर खा

O Duniyawalon Pyar Mein Thokar Kha - ओ दुनियावालों ओ प्यार में ठोकर खा

LYRICS:
o o o duniya walon o pyar me thhokar khana hai nadani aur dil se dil ki takkar ho to baat bane lasani ho o o baat bane lasani akaldar bekar kahan phirte ho phirte ho mare mare ek nazar ke teer pe ghayal balam hai bechaare ho o o balam hai bechare bach ke rehna qatil hai ho bach ke rehna qatil hai zalim hai bhari jawani dil se dil ki takkar ho to baat bane lasani ho o o baat bane lasani ho o o wahan mile thhe yaha mile ho aur kahan miloge bolo o o o duniya me chhayi hai masti dil ki khidki kholo ho o o dil ki khidki kholo tum per sab kuchh karun nichhawar ho tum per sab kuchh karun nichhawar hun khushiyon ki rani dil se dil ki takkar ho to baat bane lasani ho o o baat bane lasani kahe nazar bachate ho tum kahe tum sharmate ho ji kahe tum sharmate pyar ki duniya mein aakar tum pyar se kyun ghabrate ho o o pyar se kyun ghabrate jate jate kuchh to o ji jate jate kuchh to hamse baat karo mardani dil se dil ki takkar ho to baat bane lasani ho o o baat bane lasani