SONG: O Duniya Ke Malik Ram Teri Marzi - ओ दुनिया के मालिक राम तेरी मर्जी

O Duniya Ke Malik Ram Teri Marzi - ओ दुनिया के मालिक राम तेरी मर्जी

LYRICS:
o duniya ke maalik ram o duniya ke maalik ram teri marzi ke ham hai gulaam o duniya ke maalik ram teri marzi ke ham hai gulaam tujhe laakho pranam koti koti pranam teri marzi ke ham hai gulaam teri hi ichha se ham jag me aate kuch din me hans ro ke phir chale jaate teri hi ichha se ham jag me aate kuch din me hans ro ke phir chale jaate sadiyo se chalta hai ye aana jaana sadiyo se chalta hai ye aana jaana ye jeene marne ka kaam o duniya ke maalik ram teri marzi ke ham hai gulaam chaahe jita de, hara de chahe baazi tu jisme raazi ham usme raazi tu jisme raazi prabhu ham usme raazi tera sukh bhi prabhu, tera dukh bhi prabhu jo bhi dena ho de de inaam o duniya ke maalik ram teri marzi ke ham hai gulaam tere hukum par jhukha taara taara muthhi me teri hai brahmaand saara tujhpe kisi ka bhi kaabu nahi prabhu tujhpe kisi ka bhi kaabu nahi tere haatho me sabki lagaam o duniya ke maalik ram teri marzi ke ham hai gulaam o duniya ke maalik ram teri marzi ke ham hai gulaam pandurang pandurang o pandurang pandurang o pandurang pandurang o pandurang pandurang pandurang o pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang pandurang