SONG: O Duniya Banane Wale Bata - ओ दुनिया बनाने वाले बता

O Duniya Banane Wale Bata - ओ दुनिया बनाने वाले बता

LYRICS:
o duniya banane vale bata anjam hamara kya hoga o duniya banane vale bata anjam hamara kya hoga takdir khafa tadbir khafa jine ka sahara kya hoga o duniya banane vale bata anjam hamara kya hoga o duniya banane vale bata hans hans ke hume koi lut gaya hans hans ke hume koi lut gaya kismat ka sitara tut gaya ae falak bata barkhati ka ab or kinara kya hoga o duniya banane vale bata anjam hamara kya hoga o duniya banane vale bata gujre huye din tadpane lage gujre huye din tadpane lage in aankh me aansu aane lage in aankh me aansu aane lage roti huyi aankho ke aage savan ka najara kya hoga o duniya banane vale bata anjam hamara kya hoga takdir khafa tadbir khafa jine ka sahara kya hoga o duniya banane vale bata