SONG: O Duniya Banane Waale Kyaa Yahi Hai Duniyaa Teri - ओ दुनिया बनाने वाले क्या यही है दुनिया तेरी

O Duniya Banane Waale Kyaa Yahi Hai Duniyaa Teri - ओ दुनिया बनाने वाले क्या यही है दुनिया तेरी

LYRICS:
o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri is duniyaa ki bhari sabhaa me is duniyaa ki bhari sabhaa me lut gayi duniyaa meri lut gayi duniyaa meri kyun lut gayi duniyaa meri o duniyaa banaane waale o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri dil me dukh honto par aahe dil me dukh honto par aahe sar par hai ghanaghor ghataaye sar par hai ghanaghor ghataaye o chaand banaane waale e chaand banaane waale kyun meri raat andheri o duniyaa banaane waale o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri dukhiyo ke ghar aataa hai tu dukhiyo ke ghar aataa hai tu dukh ki aag bujhaataa hai tu dukh ki aag bujhaataa hai tu o aag bujhaane waale kyun jal gayi nagari meri jal gayi nagari meri kyun jal gayi nagari meri o duniyaa banaane waale o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri o duniyaa banaane waale kyaa yahi hai duniyaa teri