SONG: O Diwali Ke Diye Tujhme Jalta Tel Hai Ya Dil Jale Unke Liye - ओ दिवाली के दिये तुझमे जलता तेल हैं या दिल जले उनके लिये

O Diwali Ke Diye Tujhme Jalta Tel Hai Ya Dil Jale Unke Liye - ओ दिवाली के दिये तुझमे जलता तेल हैं या दिल जले उनके लिये

LYRICS:
o diwali ke diye o diwali ke diye tujhme jalta tel hai ya dil jale unke liye o diwali ke diye o diwali ke diye kisi ki yaad me dil na manbhar ke jiye o diwali ke diye din to gujra rat gujre na hamari badhi jaye hai jee ki bekarari dil diya o duniya ke sab dukh le liye dil diya o duniya ke sab dukh le liye aankho aankho me kisi se humne kya sau dekhiye o diwali ke diye jo bhi gatha pyar ko par laga de kathin hai manjile aasan bana de rakh diye hai dawar par dil ke diye rakh diye hai dawar par dil ke diye bati khule naino ki dono hai sajan tere liye o diwali ke diye o diwali ke diye