SONG: O Dil Walo Matwalo Hum Se Shadi Karwalo - हो दिलवालो मतवालों हम से शादी करवालो

O Dil Walo Matwalo Hum Se Shadi Karwalo - हो दिलवालो मतवालों हम से शादी करवालो

LYRICS:
shadi karwalo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo ho dil walo matwalo hum se shadi kawalo hoga kaisa wapas paisa gurranti likhwalo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo shadi karwalo maine banaya jinka joda mar gaye picha na choda maine banaya jinka joda mar gaye picha na choda maine banaya jisko dulha naam mera na bhula hukam ka akka kaam hai pakka tuta dil judwalo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo shadi karwalo chahe ho bombay chahe puna saiya bina jivan suna saiya bina ghar suna saiya bina ghar suna chahe ho bombay chahe puna saiya bina ghar suna chahe ho bombay chahe puna saiya bina jivan suna moka sunhari kho na jaye seat khaali buk na ho jaye karke sagai ek lugayi ka parmnit banva lo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo shadi karwalo aadhe sharabi aadhe kadke aaj kal ke aksar ladke aadhe sharabi aadhe kadke aaj kal ke aksar ladke yuhi kisi ko na chun lena list meri bhi sun lena mai bhi kunwara kar ke ishara apne pas bula lo ke ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo hoga wapas paisa humse gurranti likhwalo ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo shadi karwalo